Lekhny composition -20-Dec-2022
Koi To Ho
Koi to ho , jo sune to sune bas meri nigha ko kyuki zuban par akshar talle or nazro mai bahoot sari kahaniya rakhti hu mai. Bo mujhe se baat karne aye or kahe mujhe se nazre milao. Phir ho yu ki bo kahe ki kuch khena chaati ho jo nahi khena chaati bo to mane sunne liya.
Dill to har jagha se tuta hua hai mera . Dill ke har kone har diwar mai ched hai . Megar kki to ho jo dekh kar andar anne mai dill chabi rakhe dekh kar bahar janne mai nahi . Dill to dhere ho chuka ek ghar hai jo marammat nahi mangta bass shobat mangta hai use sakhsh ki joki uski tuti hui diwaro ke andar akar usse jor - jor bataye ki iski bachi kuchi diware malli hai .kuch tasveer tangi hui hai purani jisko tutar ke feka jaa sakta hai .
Haa wase kaffi nuksan hua hai ghar or diwaro ke tutne se magar iski buniyad aab bhi salamat hai . Koi to ho jo dekhe to dekhe bass mujhe ko kahe mujhe se ki ye muskurahat na khub surat to hai magar khass nahi . Khass hai ye zakham jo tune kamaye hai Phene nahi . kahe mujhe se ki ye kushi meri hai mai nahi . Kahe mere se ki jo mai dekhti hu naa bo mai hu nahi . Kahe mujhe se ki mai apni nazroo ko apne chehre ke agye ka parda banaye rakhti hu ( parda jisse arr parr dikhta hai ) . Kahe mujhe se ki meri mushkurahatt bass meri na kam koshish hai . Apne jash batto par lagam lagane ki kahe mujhe se ki ye nakab uttar kar rakhe de tu or aina dekh mahaze khude ko dekhne ke liye chupane ke liye nahi . Kahe mujhe se ki tu dard ko cheera hai darao se bhara hua bigta hua dard jo haseen hai , ishq hai . Kahe mujhe se ki tu dard hai , haseen hai , ishq hai .
Gunjan Kamal
31-Jan-2023 05:43 AM
Nice
Reply
पृथ्वी सिंह बेनीवाल
24-Dec-2022 03:42 PM
Nice 👍🏼
Reply
Muskan khan
23-Dec-2022 06:04 PM
Superb
Reply